can u please give a speech on : " samaj me bhadati durghatna " ( in hindi )

मित्र आपका विषय सही नहीं है। सड़क पर बढ़ती दुर्घटना हो सकती है समाज में नहीं। आप अपना विषय एक बार जाँच ले और हमें पुनः लिखकर भेजें।

  • 1

doston ye maineviolencepe likha hai,aaj ke paridrshya me aaj ke samaaj me hum dekh sakte hain ki hinsabahuthawi hai.aur hinsa har tabke me vyaapt hai parantu iskebahutbadhne se behad khatarnaak parinaam aate hain.maine ispar hi likhne ki koshish ki haiaaj ka samaaj kyun hinsak hota ja raha haiaaj ka samaaj kyun insaaniyat khota ja raha haikya ye bhi vastuvadita ka hi nazariya haiki apne dukh se zyada insaan dooosron ke sukh se dukhi hua haiaaj har tabke ka insaan jane kaisi peeda pa raha haiaaj har tabke sehumehinsa ka samchaar mil raha haikahin Australia ma hi chhatro ko mara ja raha haito kahin desh me naagrikon se swatantrata ka adhikaar chhena ja raha haikahin to aaj manushya ne apni tarakkai ke naam par nuclearpowerbanayeto kahinshantike naam par sabhi desh ekmat hone se katrayehinsa hamesha se hi manushya me vyaapt rahi haiparantu ye indriya-sukh ki lalsa se badhti ja rahi haiaaj dene se zyada hum pane ki kaamna rakhte hainaaj deserving se zyada hum desiring ko mahatta dete hainrishton me bhi hum khud nibhane se zyada doosron se asha rakhte hainkhud prem se ek bol bhi nahi bolte aur vani prem ki sunna chahte hainaaj kya neta kya janta kya police sabhi hinsa ke daayre me aa gayehumemalum nahi chalta parantu desh me hinsa ke naye aaklan saamne aa gayeaaj ka jaldi krodhi jaldi abhimani ban jata haiaham kozarasa thes lagne par sayyam bhool jata haimaan-abhimaan ki ladai me jagat jhoonjha hua haiapne aartnaad se apne antarman se jagat vichhoh hua haikya desh kya videsh sabhi jagah hinsa ka bolbala hua haihinsa ka upchaarbushinsa hi sabhi ne mana hua haihinsa ko shaant karne ke liebusitna kafi haijagat se jana hai jaanne ke saath manna kafi haihinsak pravaati se hum achi baton me bhi hinsa dhoondhte hainhinsak pravatti badhate hain hum tab jab shaant khud hi nahihonachahte hainye charachar jagat shaanti ka sandesh deta haiye sansaar prem se banaya Rab ne ye yehi sandesh deta haiyehi kahti hai aatma shareer se sabhi ki koi sunna nahi chahta haimadmast sabhi chale ja rahe hain sabhi koi thhaharna nahi chahta haiaaj ka samaaj kyun hinsak hota ja raha haiaaj ka samaaj kyun hinsak hota ja raha hai

  • 0
What are you looking for?