Dear Sir/ Mam I am not understanding q no. 3 of premchand ke phate jute plz understand it to me fast becoz I have to do it in my notebook.

  • 0

Here is your answer....

1. en panktiyon me jute ka ashay samridhi hai aur topi maan, maryada aur ejjat ka prateek hai aur ejjat ko sabse uncha mana jata hai lekin aaj ke jaalshaj samaj me ijjat ko bhi samj ke samridh aur pratisthit loko ke samne jhukna parta hai. Isliye yaha samj ki bhautik vadi aur samant vad per vyang dal gaya hai.

2 yaha parde ka artha bhi ijjat se hai. Jahan aaj ke yug me kuch log ijjat ko sarvashwa mante hain wahi is samaj me kuch aise log bhi hai jinke liye ijjat mahatvaheen hai.

3. Premchand ne in panktiyon ke dwara aaj ke samaj me unch nich ka vyang prastut jiya hai. Unke anusar galat vyakti ya vastu is layak nahi ki unke liye hath ka prayog kar ahth ke mahatva ko kam kare , unke liye pair ka istemal hi uchit hai.

Hope this helps....

  • 0
What are you looking for?