dhul ke bina kisi shishu ki kalpna kyon nahin ki jaa sakti?
dhul ke bina kisi shishu ki kalpana isliye nhi ki ja skti kyunki balyaavastha mein shishu yadi meeti ki aabha dhul kesampark mein rehkar apna vikas karta hai.uss dhul mein hi lat-potkar ,uchhal -kudkar apna poori tarah de nirmaan krtya hai aur yadi koi kahe ki dhul ke sampark ke bina kisi shishu ka nirmaan ho gaya toh waha asambhav evam kalpana maatra hogi.....