essay on bhrashtachar in hindi

Essay on bhrashtachar in hindi

  • 0

yah ek baute badhi smsya hai har logo pase ke piche ja rhe hai  phele apana jeb bhar rhe hai gslat kam krake

  • 0

 Bhrashtachar ek samasya hai. ye ek tarah se tustikaran ka badla hua roop hai. jab hum kise pareshani main hote hai to hum her kimat pe usko nidan chahte hai, yahan tak ke agar uss jagah pe bhrastachaar na bhi ho to hum isko karwane main koi kami nahi chhodte hain . jaise agar aspatal main bandi ho aur hamara koi parijan buri tarah se bimaar ho to hum paise, annunay- vinay ityyadi k jareye yah suvidha prapt karna chahte hain. kyunki uss samay hamari prathmikta jeevan hooti hai na k paisa. koi bhi samaj kabhi bhi bhrastachar se mukt nahi ho sakta hai kyunki iske janak hum aam aadmi he hai.......ye koi nidan bhi nahi hai kyunki iske karan bahoot se jarooratmand paise k abhav me kaafi taklif uthate hain....

  • 0

dqss

  • 0
What are you looking for?