Hello Dear Friends, Can anyone please help me to know about hindi simple translation of chapter 9 of Hindi book Shitiz Part-1. Kabirdasji may have many important things written but they have used very tough words to understand. please arrange for a hindi simple translation of all Dohas.

मित्र हमारी वेबसाइट पर इस कविता की सप्रसंग व्याख्या दी गई है। आप वहाँ से इसे प्राप्त कर सकते हैं ।

 

  • 1

  1-  IN THIS DOHA KABIR DAS IS SAYIONG THAT WHEN ATMA RUPI HANSH JAP ISHVARIYA HANSH SE MILKAR MUKTAPHAL (MEANS MOKSH KE DANE CHUGTA HAI AUR IS ISHVARIYA RUPI SAROVAR KO CHODD KAR KAHIN NAHI JATA HAI.

2- IT MEANS PREMI (MEANS GOD)KO DHUNTA MAIN PHIRTA REHTA HOON PARANTU PREMI KAHIN NAHI MILTA.AUR JAB MUJHE PREMI MILEGA TO MERE ANDER KE SABHI VISH AMRIT HO JAYEGA..

3 IT MEANS THAT JAB KOI INSAAN SAFALTA KE HATHI (MEANS CLIMBLING THE HIGHEST STAGE OF SUCCESS)PAR CHADTA HAI TO SABHI LOG USKI BURAI KARTE HAIN.ISLIYE KABIR JI KEHTE HAIN KI YEH SANSAAR KUTE (DOG)KE SAMAN HAIN ISLIYE UNKO BHONKNE DO AUR APNA KAM BINA KISI RUKAVAT SE KARO AUR UNKI BAATO PAR DHYAN MAT DO.

4- IT MEANS KI SABHI LOG IS SANSAAR KO BHOOLKAR APNA PARAYA YA PAKSH - VIPAKSH KARTE REHTE HAIN. AUR JO INSAAN APNA PARAYA AUR PAKSHA VIPAKSHA NAHI KARKE ISHWAR KI BHAKTI KARTA HAI WAHI SACHE  ARTHO MEIN SAJJAN HAI.

5 IT MEANS HINDU  RAM KEHTA HAI PARANTU MUSLIM KHUDA KEHAT HAI.KABIR JI KEHTE HAI VAHI MANUSHYA JYADA JEETA HAI JO IN DONO (KHUDA AUR RAM)KE NAHIN JATA.

6  IT MEANS THAT UCHE KUL MEIN JANM LENE SE KOI BHI INSAAN UCHA NAHI HO JATA JAB TAK USKE KARMA NAHI UCH HOTE. SUBRAN KALSH MEIN SARAB BHARA HOTA HAI AUR INSAAN KI NINDA HOTI HAI

 HOPE THIS WILL HELP YOU ...PLEASE THUMPS UP ME......

  • 3

THANKS FOR THIS MUCH CONCEPT BUT.................. I NEED MORE DESCRIPTION ONTHIS TOPIC :-) 

  • 0

can i please get help of Savitri Mam in this regard. She has explained well about Krishna on Soordasji topic. I expect the same, Mam please.

  • 1
What are you looking for?