please mamhelp me with these question and answers.

1) muflis-ao-gada ka kya arth hai? yaha iska prayog kyou kiya gaya hai?

2) tukde chiba raha hai kiske liye kaha gaya hai?

3) khutbakhva ka kya arth hai?

4) chori karne vale ko kaun pakarta hai?

5) admi admi ko kyo marta hai?

6) pagri utar ne se kya abhipray hai?

7) ashraf ka arth bataye?

8) kare dilpazir ka arth bataye.

1) Es sentence ko kabi ne manusya ki samantaye diklane ke liye prayog kiya hai.. JO manusya garib hai dukhi hai , daridra ha, bikhari aur fakir hai ,jiske pas dhan naam ka koi chij nahi wah bhi aapna jiwan watit karta hai bahle hi uske pass dan nahi ho par wo hai to aadmi hi. .:)) 

2)  garib,  dukhi,  daridra , bikhari aur fakir  ,jiske pas dhan naam ka koi chij nahi hai..aarthart manusya ke liye tukre chaba raha use kiya gaya hai. .

3) kuran ke arth batane wale mausya ko khutbakhava kahte hai. .

4) chori karne wala manusya bhi admi hi hai aur jo use pakarta hai wah bhi aadmi hi hai. .

5) aadmi aadmi ., ko irsya aur dan ke karan marta hai .. 

6) pagri utarna matlab izzat aur maan samman ko nicha dikana.. 

7) aasraf.. sarif ka bahuwachan hai.. 

8) kare dilpazir ka aarth hai aadmi hi aapne aache guno se dusre ko par bhawit karta hai.. 


 

  • 2

3 ans-the person who tells the kuran ka arth batane wala

  • 1

4 ans- matlab hai kijo chori karne wale ko pakartra hai woh bhi ek manusha hai

  • 0

2 ans- enshan ke liye kaha gaya hai

  • 0

1 ans - jo garib hai jiske paas khane ko nhi hai v bhi ek manusha hai iska prayog yaha enshan ke ek aur rup ko batane ke liye kiya gaya

  • 0

THUMBS UP 4 @RAJEEV RANJAN:D:D:D

MELE___ KE _____!!!!:P:P

  • 0
What are you looking for?