RAM-LAXMAN-PARSHURAM SAMVAAD 3RD PARAGRAPH BHAVARTH

" bihasi lakhnu bole mridu bani ... .byarth dharahu dhanu baan kuthra."

laxman ji madhur swar(aawaaz) me bole - he munivar! meine toh aapko bahut badha yodha samjha tha !!

aap mujhe baar baar farsa dikha rahe hain? kya aap phoonk maar kar pahaad udda sakte hain ? !!

yahan par koi chuimui(touch-me-not plant) ka paudha nahi haijo aungli kari aur jhuk jaye !!

laxman kehte hai - meine toh aapko bahut bada yodha (warrior) samjha tha ,aapke haath mein yeh dhanush baad dekh kar meine aapse kuch abhimaan purd baatein hi kahi thi. !!

devta,brahmand,eshwar ke bhakt,gaay(cow) ke uper viirna nahi dikhai jaati.!!

aap brahm hai aur yadi mein aapse ladta hun , toh muhe paap chadega . chahe aap mujhe maar dalo , mein fir bhi aapke pair(leg) hi padhunga!!

aapke vachan kathor hai , inmein aapke dhanush se zyada dhaar hai!!

 

Thats it.!

teahcer ke batane par jitna mujhe samajh aaya tha us hisaab se meine bataya hai. 

  • 18

lakshman haskr madhur vani se bole aho munishvar tum apne aap ko bada bhari yodha samajhte ho  .bar bar mujhe kulhadi dikhte hai fuk se pahad udana chahte hai yaha koi kumhade ki batiya nahi hai jo tarjani ungali ko dekhte hi mer jaati hai kuthar or dhanush baan dekhkar hi maine kuch abhiman sahit kaha tha braguvanshi samjhkar or yagopvit dekhkar to jo kuch aap kehte hai use mai krodh ko rokkar sah leta hu devta barhaman bhagwan ke bhakt or gaay in par hamare kul me virta nahi dikhai jaati kyuki unhe marne se paap lagta hai or inse haar jaane par apyasha milta hai isliye aap maare to bhi apke per hi padna chahiye apka ek ek vachan hi karodo vajro ke saman hai dhanush baan or kuthar to aap vyarth hi dharan karte hai inhe arthat dhanush baan or kuthar ko dekhkar maine kuch anuchit kaha ho to use he dhir mahamuni shama kijiye yeh sunkar bhraguvanshi parshuram krodh ke saath gambhir vani me bole----------

  • 10

Good Job Bcha

  • 0

 hey bro how are you

  • -4

 http://hindi.webdunia.com/religion/religion/hindu/ramcharitmanas/BalKand/52.htm

 

this site has it all

  • 12

 thanks!!!!!!!

  • -3

thanks pratigya that site was very useful and was very easy to understand the lesson thanks

  • 1

ram ne rawan ko kab mara tha

  • 3
Paath ke aadhar par tulsidaas ke bhasha saundarya paar das panktiya likiye
  • -4
Please find this answer

  • 5
Dusro ki shamtaon ko kam ni smjhna chahiye hindi story
  • -1
Yaah
  • -1
i too have the same doubt
 
  • 0
conversation between ram and laxman parshuram all paragraph in hindi
 
  • 0
challenge
  • 0
Please find this answer

  • 1
Isacc Newton
  • 0
NaNH2 ka Kya matalab h
  • 0
Yes I also
  • 0
rechecking ka result
  • 0
What are you looking for?