shabd aur pd mein kya antar hai? please answer fast tommrow is my paper.

सार्थक वर्णों के समूह को शब्द कहते हैं। जब यह शब्द वाक्य में प्रयुक्त होता है, तो व्याकरणिक नियमों से बंध जाने के कारण यह पद बन जाता है।

  • 76

do ya do se adhik varno ke mail ko shabd kehte hain.Aur jab yeh shabd vakya mein prayog hota hai,to use pad kehte hain.

  • 39

jab tak sabd kosh mein rehta hai sabd kehlata hai .. jab sabd vakya mein pravukt hota hai tab vah pd kehlata hai.......

wish that would help

  • 4

jab shabd kosh mein ho to use shabd kehte hai.

jab shabd wakyo mein prayukt hote hai to unhe pad kehte hai.

  • 9
What are you looking for?