what is alankar in hindi grammar and its types with examples.........please tell m e the ans of this ques.
please tell me the types of rupak alankar
ढेरों शुभकामनाएँ !
यदि आप और अधिक जानना चाहते हैं तो आप इसके लिए हमारी सदस्यता (Member ship) ले सकते हैं। हमारी सदस्यता के लिए आप इन नम्बरों पर संपर्क करें 1-860-500556 या 011-40705070 ।
can you please explain it with proper example. May be with some more examples. Its still not clear.
kha se copy paste kiya hai
Teh example you have given "चारु चन्द्र की चंचल किरणें खेल रही है जल थल में" which alankar is used here. Pls help with couple of more examples.
it is anupras alankar.
Is example mein "cha" shabd ki avriti(repitition) hoti hai.
aur koi udaharan:-
tarni tanuja tat tamal taruvar bahu chaye
ab dhyan se dekho toh ismein 'ta ' shabd baar baar repite ho raha hai
jaise-arni, tanuja, tat, tamal,taruvar
2) Gang ki tarang par
sang ang ang par
inmein "ang" ki avriti ho rahi hai isliye yahan bhi anupras alankar hai.
Hope this helps.
इसमें अनुप्रास अलंकार है.
Saree bich Naree ki Naree Bich Saree, Ki saree hi naree hai, ki Naree ke hi saree hai
Please tell us which alankar is used here.
yah its anpras alankar.
anupras alankar
anupras alankar ve shabd hote hai jis mein kisi ek shabd ki avriti hoti hai arthat repetition of a particular word.for example tarni tanuja tat tamal taruvar bahu chaye.
it is the repetion of same words!
What is yamak alankar?
alankar kya hai
example of rupak alankar
for eg:- "kalindi kool kadamb ki daran"
in this eg. also anupras alankar is used
wakrokti alankar kya hain