1.can you explain the last paragraph of "ek ku tta aur maina ka" ?

2.iska matlab kya hai: (please explain clearly)

is vakyahin pranilok me sirf yahi ek jiv accha-bura sabko bhedkar sampurn manushya ko dekh saka hai.. us aanand ko dekh saka hai jise pran diya ja sakta hai , jisme ahetuk prem dhal diya ja sakta hai, jiski chetna asim chetanya lok me rah dikha sakta. jab mai is muk hriday ka pranpan aatmanivedan dekhta hun,jisme woh apne dnnta batata rehta hai, tab mai yeh soch hi nahi pata ki usne apne sahaz bodh se manav swarup me kaun sa mulya aawishkar kiya hai,iski bhashahin drishti jo kuch samajt hai,use samjha nahi paati aur mujhe manushya ka saccha parichay samjha deti hai.

मित्र हम आपको एक का उत्तर  लिखकर दें रहे हैं। कृपया बाकी आप स्वयं लिखने का प्रयास करें।
प्रस्तुत गद्यांश में लेखक ने उस मैना के विषय में कहा है , जिसे  गुरुजी ने दिखाया था। पहले वह मैना के विषय में कुछ नहीं जानता था। परंतु गुरुजी की कविता पढ़ने के बाद उसे  उसकी करुणदशा के बारे में पता चला। लेखक कहता है, जो वह नहीं देख पाया एक कवि के हृदय ने देख लिया । उसे यह बात हैरान करती है।

  • -1
What are you looking for?