1. maina ki antim icha kya thi ?? kya uski icha puri ho saki thi ???

2. subhdra kumari chauhan ne mahadevi verma ki kavya pratibha ko nikharne mein kiss prakar ka yogdan diya ??

mam plz send this answer urgently this is very impotant as my hindi test is tomorrow

Maina devi krantikari Nanasaheb ki putri thi. apne antim samay me  unki icha thi ki ve apne pita ke bhavanashesho par jee bhar ke ro le ,parantu angrejo ne unki yah icha bhi puri nhi hone di.

subhadra kumari chauhan ne mahadevi Verma ki kavy prathibha ko nikharne me unka bharpur yogdan diya, unhone Mahadevi ko kavi sammelan me gaye jaha mahadevi ke anubhavo me vistar hua ,khali samay me veh naye naye pady banata the vah kavya rachana karte the.

  • -1

maina devi apne mahal ke avsheso ke pass bath kar rona chati thi par pashan hirdiya wala general ne uski akhri icha puri nahi ki use apne sath le gaya or badi hi krurta se use jala diya

  • -1
Maina ki antim ichya thi ki vaah uas jale huae mahal ke prasad par bath kar ro le lakin pasan harday vale janral ne uski yaha ichya puri nahi hone di.
  • -1
nnb
  • -1
This is your answer

  • 1
What are you looking for?