1.Pakshi aasman me ud rahe hai.

wether above given sentence is akarmak  or sakarmak ???

 

 

it is akarmak.

because 

jo kriya shabd karm ke bina waaky ko pura karta hai u se akarmak kriya kahte hai

ya agar aap kriya se pehle 'kya' lagay aur aapko answer na mile to u se akarmak kriya man lena

for example- pakshi aakash me kya ud reha hai?

iska koi answer nahi ho sekta ise liye yeh akarmak hai.

thank you

  • 3

Sakarmak is right because 'aasman' is mein karam hai ........

  • -1
What are you looking for?