Agnipath kavita yeh kehti h ki humei kabhi bhi kisi ki sahayta nhi leni chahiye. Humei har mushkilon ka samna swayam hi karna chahiye. Humei na hi kabhi thakna, rukana , aur apna rasta badalne chahiye . Humei har mushkilon ka samna bina ghabraye karna chahiye. Humei na thakne , rukne air rasta badalne ki shapath leni chahiye. Kavi ne kaha h ki ye ek drashya h ki har vyakti parishram kar rha h . Vyakti dukh me h phir bhi veh mehnat kr rha h . Aadmi apna khoon, Paseena bahakr bhi kaam kr rha h . Yeh iss kavita ka kendriya bhaav h .