'aatmakathya' kavita ka bhaav saundarya spasht kare in detail

isme kavi ke jeevan ki aasafaltaye aur kast khulkar vyakt hue hai .isme kavi ne apne jeevan ki kuch sacchhaiyan sanket ki hai .isme unhone atma katha likhne mein sankoch kiya hai kyunki atma katha mein sare gopniya aur saarvjanik rahasya kholne padenge ,aur purane ghav phir se hare honge jo waqt ke sath bhar chuke hai .isme ek niras aur viphal prem ka ek sundar chitra kheecha gaya hai.kavi ki premika unke pass ate ate dur chale gayi unhone uski smrutiyon ke sahare jeevan bitaya.

  • 3
Prastut saakhi ka bhav saindarya spasht Karin
  • 0
What are you looking for?