adarshvadi logo ne samaj ke lie kya kia?

"practical idealist"  aise log hain jinhone apne adarshon mein thoda sa vyavharikta milaya hain. Udaharan -  Gandhiji. Par auron ke samaan unhone vyavharikta ko aage badake adarshon ko peeche nahi chota. Aise logon ko hi aadarshvadi manushya kehte hain. Aadarshvadi manushya na sirf khud aage badte hain, apne samaaj ko bhi apne saath lekar aage badte hain.

Dis ans. is for 2marks

hope dis helps u

  • 2

thnx.

  • -3

 aadarshvadi logo ne samaj ko shashvat mulya pradan kiye hain- satya, ahinsa, bandhutva aadi. ve sabhi ko saath lekar  aage badhte hain, ve samaj ka uthan karte hain . unhi ke karan ek acche aur rehne yogya samaj ki sthapna ho saki hai. 

  • 0
Adarsh vadi vae log hotae hae jo adarsho kae saath vyvaharikta ko laekar chaltae hai kintu vyvaharikta ko aadarsho par havee nahi honae daetae . Jaisae Mahatma Gandhi vo vyvaharikta ko adarshvadita ki uuchaiyo tak pahuchana chahatae thae
  • 1
Adarshvadi log samaj ki pragati Mae sahayak sidh hotae hae . Kyuki vae kaeval apnae hi veshay Mae hi nahi balki auro kae leae bhi sochtae hae va dusaro kae saath safalta kae marga Mae chaltae huae dusaro ki sahayta kartae hae . Yahi hae sabsae badha antar adarshvadi aur vyavaharvadi vyakti Mae kyuki vyavaharikta ko maehatv Danaë vala vyakti auro ko saath laekar kabhi nahi chalta. Hope it will help you
  • 1
What are you looking for?