ashraaf aur kaminey se le shhah ta vazir

ye aadmi hi karte hain sab kaaren dilpaziir

yaan aadmi mureed hai aur aadmi hi peer

achcha bhi aadmi hi kahaata hai e nazeer

aur sab mein jo bura hai so hai woh bhi aadmi

is kaavyaansh ka mukhya bhaav kya hai?

इसका मुख्य भाव है कि मनुष्य विभिन्न स्वभाव और गुणों वाले होते हैं। लेकिन ध्यान देने योग्य बात है कि वे होते ही आदमी हैं। अर्थात हम स्वयं को टुकड़ों में बाँट देते हैं परन्तु भूल जाते हैं कि हम सब हैं, तो आदमी।

  • 3

is duniya me kuch aadami shareef hote hain to kuch kameene.aadami hi shehenshah hai ,aadami hi vazir hai.is duniya me

aadami do prakaar ke hote hain ache aur boore.

  • 1
What are you looking for?