"baaz aur saanp" kahani ke maadhyam se lekhika pathakon ke samaksh pragati ke path par aagey badne ke liye kya vichar dhara rakhti h?

 Ye kahani ye vichar daara rakti hai ki hume kabhi haar nahi manni chahiye aur humesa age badna chaahiye.

Chahe kitne bhi muskile ya musibatte aye hume kabhi nirash nahi hona chahiye aur age badna chahiye.

Humme bushdil nahi hona chaahiye.

  • 0
What are you looking for?