bache hamare is samaz ke bhabishya hote hain hame unke bhasiya ke like is samaz ko har tareeke se unke liye sahaz banana chahiye aur jab chote chote bache kaam par jaate hain toh isase unka bachpan khatre mein pad jata hain jisase hamare desh ka bhabishya khatre mein pad jaata hain isliye bachon ka kaam par jaana dharti par ek bade khatre ke samaan hain