can anyone plzzz tell me the summary of manviya karuna ki divya chamak???? i have to take seminar . . . . .
manviya karuna ki divya chamak ko sarveshwar dayal sakshena ne lika hai ess patha mai father kamil bulke ke barre mai varnnan kiya gaya hai .. father bulke ke jivan mai kai musibath aaye aur vah hamesha dusro ki maaddat karthe ... hope this may help you