can i get the answer of rahiman nij sampatti bina?

 Rahim kehte ahin ki apne mann ki vyatha ( dukh ) apne paas hi rakhna chahiye dusron ko batan nahi chahiye kyun ki woh unpar bojh ban jata hai

  • -3

kavi kehaite hai ke vipati ki esthiti mae manishu ki neji sampati ya dhan,dolat hi oske sahayata karti hai arthart vipati k samaye manishu ki apni sampati thatha apne bhai.bhandu hi kam aate hai.bahar ka koi vayakti kich kam nahi ata jis prakar pani ka abhav hone par surya kamal ki kitne he raksha kyu na kare kintu ose bachya nahi jasakta.ose prakar manishu ko bahari sahyta kitne he kyu na mile kintu oske vastavik rakshak tho oske apni sampati hon ti hai.

  • 7
What are you looking for?