can nyone tl me bout atisanyokti, anyokti manvikaran in detail itssssssss urgent

 these all are types of alankar

atisayokti-jha loke sima ka atikraman karke kisi vastu ya visay ka varnan kiya jata he waha atisayokti alankar hota he

in simple word - kisi vastu ko bara chara kar batana 

jese=hanuman ki puch me , lag na pai aag .

          lanka sigari jari gai gaye, nishachar bhag

yaha par bina karen ke hi kam ho gaya yah bat lok virudh hui esliye yaha atisayokti alankar he

ayokti -jab kisi anya ke byaj se manusaya ko uski dasha ka gyan karate hue updesh diya jaye vaha anyokti alankar hota he 

jese- nahi pagar nahi madhur madhu nahi vikas eti kal 

          ali kali hi sobindyo, age kon hawal yaha raja ko bhore byaj se vilaspriyta ka gyan karate hue updesh diya gaya he

manvikaran -jaha kisi nirjive vastu ko manav ki tarah sambodhit kiya jaye vaha manviyakaran alankar hota he  

jese-megh aye bare ban than ke savar ke 

    pahan jo aye gav me shahar ke 

yaha badalo ko ensan ki tarah sambodhit kiya ja raha he

  • 3

ur answer is to the point Preeti

nice answer

thumzz up frm me

  • 0

hey!!!!!!! thnx preeti 4 hlpin'

  • 0

 manvikaran alankar ki paribhasha v examples

  • 0
What are you looking for?