Class 10 Hindi -- Please explain the following line of the poem madhur madhur mere deepak jal -- 

vidhyut le ghirta hai baadal

iska arth hai ki sagar me atyant matra me jal hai parantu fir bhi uske kharepan ke karan ham us jal ko nai pi sakte. atyant dhup ke karan ye samudri jal bhap ban ke uthta hai. isi karan samudra ko jalmay kaha gaya hai. yei samudri  bhap milke badal banati hai.. isi karan jab badal varsha karte hai to prithvi ki pyaas bujh jaati hai.

  • 0

 What is the meaning of vidhyut le ghirta hai baadal

  • 0

yaar.. its basically ki vidhyut ka arth hai bijli.. n it means .. badal bhi bijli prakat karta hai.. samast prakriti me jalne evam jalane ki prakriya chalti rehti hai aur ye hame bhi jalne ke lie protsahit karti hai.. kavyitri ne samast udaharan dete hue hame ye bataya evam prerna do hai ki hame bhi apne jeevan me atma gyan rupi deepak ko jalana chahie..

  • 4

 gcj,j,

  • 1
All are dogs
  • 0
What are you looking for?