Class 10th Hindi -- Please explain the line --

Ud gaya achanak lo bhuudhar, fadka apar paarak ke par

kavi ne manmohak drishya ki vyakhya ki hai/.. kavi ke anusar achanak hi bada sa pahad adrishya ho gya hai. aisa lagta hai mano veh badlo ke asankhya pankh lekar ud ke kahi aur chala gya ho. ..

  • 1

Here paaraak means mercury. This sentence means

kuch chan pehle jo parvat pradesh shanti ka prateek tha , jahan par har cheez shant aur manmohik thi, wahan par ab zoron se barsaat hone ke karan aisa lag raha tha ki jheel mein se "dhua" aa raha hai. Is dhue mein ye vishaal parvat chup jata hai aur sirf shor peeche reh jaata hai. Is chupne ke karan parvat gayab ho jata hai aur kavi ne iski tulna "udne" se ki hai.

Its meaning in english is dat

due to rain dere is fog. This fog covers d mountain n makes it difficult to spot it.Here dhua is a metaphor for fog. The greyish clouds look like paarak to d poet. This lyn jus explains dat the mountain vanished . The poet  feels dat d mountain al of a sudden sprouted wings from nowhere n flew to some oder place.

Now u can form ur own ans. regarding dis

  • 4

 Thanks very much thumbs up 

  • -2
What are you looking for?