Dohe ka matlab

प्रिय छात्र,

अर्थ- इस दोहे में रहीम दास जी ने धरती के साथ-साथ मनुष्य के शरीर की सहन शक्ति का वर्णन किया है। वह कहते हैं कि इस शरीर की सहने की शक्ति धरती समान है। जिस प्रकार धरती सर्दी-गर्मी वर्षा की विपरित परिस्थितियों को झेल लेती है। उसी प्रकार मनुष्य का शरीर भी जीवन में आने वाले सुख-दुःख को सहने की शक्ति रखता है।

  • 0
Rahim ji ye kahan chahte hai ki jis prakaar  ye dharti sabhi mousam se gujaarti hai aur unko bina kisi bhed bhaav aur takleef ke sahti hai . jaise ki baarish , sardi , shookha , aur kai anya ritue aati hai aur jaati hai . thik usi prakaar manav deh bhi dharti ke saman sabhi sukh , dukh , kathinaaye aur takleefe sahti hai . jo hota rahata hai usko sahti rahti hai . manav deh ki tulna dharti se ki gayi hai . hume bhi dharti ke saman adig aur atal rahna chahiye bina kisi viswas kp khoye . sab kuch badalta rahta hai dhookh mai hum jaayda udaas naa ho aur shukh mai prabhu ka sumiran krn anaa bhule . 

 
  • 0
What are you looking for?