Eshwar bakht kise kehte hain

Ishwar ka bhakt use kehte hain jo bhagwan ke bataye raah par chale , sach ka saath de , manavta ke raah par chale aur kisi cheez ko pane ke liye bhakti na kare balki use apna kaam hi samjhe. Har vyakti ki madad kare . Aurato ka samaan kare . Jo vyakti sach ka saath deta hai aur kisi dharm mein bhed bhav nai karta hai, usi ke ridhe mein ishwar ka nivas hota hai. Vahi kehlata hai poorn roop se sacha bhakt.

  • 2
Jo insan eshwar ko mane aur unki pooja kare use eshwar bhakt kehte hai.
  • 1
Eshwar vo hota hai jise bhakt puja karte hai ,eshwar ka samman karte hai ,aur use apna bhagwan mante hai aur uske liye kuch bhi krne ko tyyar ho .
  • 0
Eshwar bakht use kehte hae jo Eshwar ko sache dil se manta ho aur unki puja karta ho
  • 0
What are you looking for?