एक ही कक्षा में दो बार फेल हो जाने से टोपी को किन भावनात्मक चुनौतियों का सामना करना पड़ा.
FROM टोपी शुक्ला - संचयन 
​ITS A 5 MARK ANSWER, SO PLEASE GIVE THE APPROPRIATE ANSWER ACCORDING TO THE MARKS.

Ek hi kashaa me do bar bethne ke karan topi ko anek bhavanatmak chunautiyon ka samna karna pada. pehle, uske adhyapak har kisi bat par uska udaharan deta tha. phir uske paas koi dosth bhi nahi tha jiske sath voh apne man ki sari batem kar sakte, uske sath khel sake. chatr hameshaa uska mazak udata rehta tha. adhyapak bhi jab uske mazak udate the, tab bacche zor se haste the. ataha, topi mazak ka ek patr ban gaya tha. jese ki ek bar jab angrez ke adhyapak ne ek prashn pucha, aur topi ne uska hath upar kar diya tha, tab unhone topi se kaha ki voh agle sal uttar bata sakta tha jab voh nauvi kaskhaa me hi baithenge. is tarah topi ko anek bhavanatmak chunautiyon ka samna karna pada, jo aaj ke shishaa vyavastha ke kai kamzoriyon ko ujagar karta hai.

Hope my answer is right.
  • 2
GOKUL, thank you very much for your help.😊😊😁😁👍👍👍👍👏👏🙏🙏🙏
 
  • 1
What are you looking for?