Give me a short summary on CH 5 Nana sahib ki putri devi maina ko bhasm kr diya gya in Hindi plzz give it fast (class 9) !!!!!

Is paath mein lekhika ne 1857 ke vidrohi neta dhoondhupanth nana sahab ki sahsi aur nidar kanya devi maina ke vishay mein likha hai. Hamari matrabhoomi par kai veeron aur veeranganayon ne janm liya hai. Unke balidan se utpann gaurav hamare liye samman ki baat hai. Maina devi aisi hi ek sahsi balika hain.Yeh jaante hue bhi ki angrezi sarkar inke pita aur parivar ke khoon ki pyaasi hain ye dari nahin aur nirbhaytapoorvak apne ghar ko bachane ke uddeshya se samne aayi. Unhe mrityu ka bhay nahi tha. Unhe to apne ghar ka moh tha. Yah veh veer balika hain jisne mrityu ko saharsh gale lagaaya tha. Lekhika Chapla Devi dwara Maina ke balidan ko sabke sammukh rakhne ke uddeshya se yeh paath likha gaya. Veh apne kary mein safal bhi rahin.

.............THANKS!!!!

Hope it helps!!!!

  • 24
Have you not read the chapter
  • -4
Iss path me Nana Saheb ki putri Maina ki veer ta, nidarta v sahas ke bare bataya hai. Maina apne kile (makaan) ko bachaane ki minnat (request) rakhti hai. Sir Thomas Hai jo senapati the unke pass mahal ko topp se bhasm kar dene ke aadesh the. Tab unhone ek sundar kanya ko dekha. Voh senapati Hay se request karti hai ki iss mahal ko kisi tarah se bachaya jaa sakta hai ya nahi. Phir Maina ne bataya ki Voh senapati Hay ki putri Mary ki saheli thi. Senapati Hay Maina ko apni putri ke samman pyaar karte the. Voh poori koshish karne ka vaada karte hai. Magar vaisa nahi hua. voh is me kaamyab n hue. Mahal ko bashm kar diya gaya. Maine us khandar mahal ke tukre par bathkar rone lagi. Uske baad general outrum Maina ko giraftaar kar le gaye. Uske baad use jalaa diya gaya
  • -2
Mujhe chaplain Devi ka PURA jivan Parichay or ,sahetyak rachnay ,sahetyak veshehtay or bhasha-sheelii
  • -4
Hope U like this

  • 0
I want full Question and Answer of hindi NCERT
  • 1
I want full question and answer of hindi 1 chapter of nana sahab ka chasma
  • 0
Mujhe Stri ke chapter 2 ke question answers karni hai abhi
  • 0
Iss path me Nana Saheb ki putri Maina ki veer ta, nidarta v sahas ke bare bataya hai. Maina apne kile (makaan) ko bachaane ki minnat (request) rakhti hai. Sir Thomas Hai jo senapati the unke pass mahal ko topp se bhasm kar dene ke aadesh the. Tab unhone ek sundar kanya ko dekha. Voh senapati Hay se request karti hai ki iss mahal ko kisi tarah se bachaya jaa sakta hai ya nahi. Phir Maina ne bataya ki Voh senapati Hay ki putri Mary ki saheli thi. Senapati Hay Maina ko apni putri ke samman pyaar karte the. Voh poori koshish karne ka vaada karte hai. Magar vaisa nahi hua. voh is me kaamyab n hue. Mahal ko bashm kar diya gaya. Maine us khandar mahal ke tukre par bathkar rone lagi. Uske baad general outrum Maina ko giraftaar kar le gaye. Uske baad use jalaa diya gaya
  • 0
Iss path me Nana Saheb ki putri Maina ki veer ta, nidarta v sahas ke bare bataya hai. Maina apne kile (makaan) ko bachaane ki minnat (request) rakhti hai. Sir Thomas Hai jo senapati the unke pass mahal ko topp se bhasm kar dene ke aadesh the. Tab unhone ek sundar kanya ko dekha. Voh senapati Hay se request karti hai ki iss mahal ko kisi tarah se bachaya jaa sakta hai ya nahi. Phir Maina ne bataya ki Voh senapati Hay ki putri Mary ki saheli thi. Senapati Hay Maina ko apni putri ke samman pyaar karte the. Voh poori koshish karne ka vaada karte hai. Magar vaisa nahi hua. voh is me kaamyab n hue. Mahal ko bashm kar diya gaya. Maine us khandar mahal ke tukre par bathkar rone lagi. Uske baad general outrum Maina ko giraftaar kar le gaye. Uske baad use jalaa diya gaya
  • 0
Matrabhoomi ki swatantrata aur uski raksha ke liye jinhone Apne pranyochavar kar diye unke jivan ka Utkarsh hamare liye Gaurav aur Samman ki baat hai use gauravshali Kendra vistrit parampara se Kishor pidhi ko parichit karane ke uddeshy is Rachna ko Hindu panch ke balidan ank se liya Gaya hai Hindi gadya ke prarambhik roop ko Vidyarthi Jaan paye isliye is gadya Rachna ko mudran aur vartani mein Bina kisi Parivartan ki abhikal prastut karne ka prayas Kiya gaya hai
  • 0
What are you looking for?