'गिरगिट' कहानी का उद्देश्य क्या है ?

मित्र इस कहानी में लेखक ने ऐसे शासक वर्ग को  उभारा है जोकि भ्रष्ट है । इसमें सिर्फ चापलुसों ने अपना कब्ज़ा जमा रखा है । इस व्यवस्था में  न्याय नहीं होता है । इस कहानी का मूल उद्देश्य है लोग अपने दायित्वों को समझें। चाटुकारिकता तथा भ्रष्टाचार से स्वयं को दूर रखें। तभी हम एक अच्छी शासन व्यवस्था लागू कर पाएँगे और लोगों को न्याय दिला पाएँगे।

 

  • 0
Hi Debarya,
 Girgit, path ke lekhak hai Anton Chekhov. Unke dwaara rachit path, 'Girgit', ek siddhantheen inspector ki kahaani hai. Lekhak iss path ke dwara manav galatiyon ko a vyangit nazareeye se prastut kar rahe hai. Iss path ka uddeshya matr yahi hai ki manav ko apni galati ka ehsaas hona chahiye aur humesha siddhanto ke meyhatva ko samajh kar, siddhanto ke puth par nidar swabhav se badhte rahna chahiye.

Ummeed hai aapki samasya hal hui ho!
  • 2
What are you looking for?