Hindu mua ram kahi musalman khudai kahe kabir so jeevta jo duhu ke nikati na jai. iska bhavarth likhiye?

in panktiyon mai kabir kehte hai ji hindu aur musalman log apne apne ishwar ko hi ek aur sarvsreshth samajhte hai aur jo log in dono ke beech mai nahi padta vahi buddiman kehlata hai
  • -3
Kabir kahte hai ki hindu aur musalmaan apne apne ishwar ko ek simit kshetra me bandhkar nasht ho gaye hain. Hindu ram-ram karte nhi thakta hai aur na hi musalman khuda-khuda karte. Karan yeh hai ki dono apne apne varchaswa ko nicha nahi kar rhe. Falswaroop manav adwaitvaad ko samajh nahi pa rhe hai. Jo manav in chakkaron me na parkar adwaitvaad me leen ho jata hai wahi sajjan kahlata hai.
  • -2
Kabir Das Ji Kehte Hain Ki Hindu Ram Ram ka bhajan aur Musalman Khuda Khuda fatemar Jaate Hain Unhe kuch Hasil Nahin Hota Asal mein hua vyakti hi Jeevit kis Saman hai jo In Dono hi Baaton ko apne aap Alag Rakhta hai
  • 1
What are you looking for?