humme kal ek hindi me speech bolna haiii... hume apne desh me jo nari ke saat hoe atyajar par bolna haii.....
mene thoda socha hai aap corrct kar degiye
------- hum bhartia log apni maao par sub se jada shrda rahte haii.humari jo gae or ganga me jo shrdha hai hum unhe bhi gau maa or ganga maa khekar bulate hai.

toh mera prashna yea hai ki jab hum maa paar shrdha rak skte haii.. toh apni beto or patnio par kyu.. nahiii... kyu hune bherimi se pitta jata haiii. kyu beti hotte hi booj mesus hota haiii. .
phele ke summe beti hotte hi unne hai dudh me du bakar mar diya jata tha. or ab toh hum or bhi gir gae hai.... ab hum maa ke paet me hi mar diya jata haiii... yea kaam hone ki vajae or baad gya haiii.....hum bhagwan ko toh mante haiii... parantu unke deye gae toffo ka upman bhi karte haiii....
bachban se bettto ko yea sikha ya jata hai ki ladke rotte nahi haiii.. kaash yea sikhate ki ladke rulate nahi haiii..... toh kabhi yea sumaseya hi nhi hotti... ladki har samme pucha jata hai ki khaha ja raha haiii is smme.... khash ladkho se puch jata ki khaha ja raha haiii.... kys kiya... toh shayad koi ladki ko akele janne me jhijak nahi hottaa.... kAbhi apne yea suna haiii ek ladkiyo ne bichare ladko ko bich raste me cheda ...nahiii naa... aap. yea sochte honge ladkio me dum khaha....ha hum mante haiii ladkio me ladko jitni takat nhiii... pur voh maa me haii cho apne bache ko 9 mahene kok me palti haiii.... voh maa me hai cho apne bache ke leye... jaaan bhi dedetiiu esssi maaao ko mera salam hai mera salam haiii
paar humme aab lagta haiii ve is takat ka galat istamal kar rahe haiii... ve mahilao ko surakshit karne ke sivae uska ulta hi kar rahe haiiii...

मित्र आपने बहुत अच्छा लिखा है। आप इसे अच्छे से तैयार करके भाषण दे सकते हैं। हमारी शुभकामना आपके साथ है।

  • 1

aapko speech mein kavita aur kahavaton ka prayog karna chahiye

  • 5
jesse?
  • -1
What are you looking for?