Hum neeche wale ghar mein rehte hai .. y is this kriya visheshan padband n not visheshan padband?????????

मित्र यह क्रिया विशेषण पदबंध है क्योंकि रहते है क्रिया शब्द है और नीचे वाले पद समूह। यह पद समूह एक इकाई के रूप में 'क्रिया' की विशेषता दर्शा रहा है। अत: यह क्रिया-विशेषण पदबंध है।

  • 0

rehte hai kriya se jude hue ke karan neeche wale padbandh kriya visheshan hai.

padbandh sirf visheshya ki visheshta nahi bata raha hai balki kriya ki visheshta bhi bata raha hai.

  • 0

but then REHTE HAI kriya toh sangya shabd 'hum ' se sambandht hai

  • 0

humne to sirf aapke prashn ka jawab diya hai.aap shayad kriya thik se samajhe nahi hai.

  • 0
What are you looking for?