I want all muhavras of chapter bade bhai sahab with meaning.please help me..

मित्र,

 हमारी वेबसाइट पर गद्य खंड के सारे पाठों पर आधारित मुहावरे, उनके अर्थ तथा वाक्यों सहित उपलब्ध करवाए गए हैं।

परंतु आपकी सहायता हेतु हम आपको लिंक उपलब्ध करवा रहे हैं। कृपया इस पर क्लिक करें। 


/cbse class 10/hindi/हिंदी व्याकरण/मुहावरे/studymaterial/12 3_194_1751_5654

  • -75

1- chota muh badi bat -yogyata se badh kr baat krna.

2-janm siddh adhikar - janm jat haq

3-pran sukhna -bahut adhik dar lagna

4-dabe pav ana- chup chap ana

5-sir pr nangi talvaar latakna - har samay khatra mandrana

6-ade hathon lena -bhala bura kahna

7- ankhe phodna -har samay padhai karte rhna.

8-aira gaira nathu thaira- jisse kisi prakar ki jan pehchan na ho.

9- khoon jalana -dukhi karna

10- sukti baan chalana- vyangya karna

11- boote ke bahar hona - bas me na hona

12- jigar ke tukde tukde hona- bahut adhik dukhi hona

13- phazihat krna - apmanit krna

14- ghav par namak chidakna- dukhi ko aur dukhi karna

15- hekdi jatana- akad dikhana

16-dimagh hona - apne ko bahut bada samajhna

17 -be sir pair ki baten karna - bekar ki baten karna

18- daton pasina aana - bahut ghabra jana

19-andhe ke hath bater lagna - bina parishram ke ksi ayogya vyakti ko koi acchi chiz milna

20- sir phirna- dimag kharab ho jana

21- lohe ke chane chabana- bahut kathin kam karna

hope it helps.

thumbz up plzzzzzzzz.

  • 664
What are you looking for?