i want to understand about identification of vachya .plzz help me out.

kritya vachya me karta pradhan hota ae aur sakarmak tatha akarmak dono kriya hoti hai. Karmvachya aur bhaav vachya me 'se', 'ya' , 'ke dwara' istemaal hota ae. Karmvachya me kriya ke saath karm hota ae arthath sakarmak kriya hoti hi tatha bhaav vachya me kriya ke saath karm nhi hota arthath akarmak kriya hoti hai.
HOPE DIS HELPS 
THUMBS UP PLZ

 
  • 2
What are you looking for?