In the lesson dohe in pat parichay it is given :"Bihari gagar mei sagar ke saman hai" Iska matlab kya hai? saral bhasha mei bataiye.plss

it means

bihari k dohe dikhne me bahut chote hote hai parantu unme bahut gehra arth hota hai . ve kuch shabdo me hi itni gehri baat keh jaate jiska hamare jivan me bahut mahatv hota hai. arthat unke dohe gager me sagar k saman hai. means chote rup mai badi baat keh jaana.

hope it will help u

  • 5

hey

  • 0

Thank you Yash agrawal

  • 1

your welcome..........

  • 0
What are you looking for?