Jad vakya me 'bahut' ka upayog hota h ..tab vah sankhyavachak me aega ya parimaan vachak?

sankhyavachak 

  • 1

sankhyavachak visheshan

  • 0

ye depend karta hai sangyaa gini jaa sakhti hai yaa nahi

jaise bahut saare log (sankyaa vaachak)

bahut cheeni ( parimaan vaachak)

cheeni ko gin nahi sakhte par logon ko ginaa jaa sakhtaa hai, remember contable , uncontable nouns

  • 0

it depends whether the sanghya is countable or nt!

like if we have bohut ladke...then sankhya vachakbt if we have bohut saara pani.. then uncountable.. bt only cn be measured thus this will be parimaan vachak!

  • 0
What are you looking for?