Jain ki dehn part summary.

jen ki den mei lekhak apne mitro ke saath japan mei hai aur vaha unke mitra kahate hai ki "japan ke logo mei maansik bimaari zyada hoti hai kyunki japan ke log bolte nahi bakte hai ,chalte nahi doudte hai aur ek mahine ka kaam ek din mei hi poora karna chahte hai . ve log america se pratispardha karte hai" . lekha aur unke mitra phir ek che manzili imaarat mei jate hai aur tea ceremony mei pravesh karte hai .us jagaha ki shaanti ko mahasoos kar lekhak ko bahut acha lagta hai. vah paath mei is tea ceremony ka vivaran karte hai

  • 1
summary!?
  • 0
What are you looking for?