jaise vayu ki lahare kati hui patang ko sahasa bhomi par nahi gir jane deti usi tarah khaas paristithi me hamari poshak hame jhppk sakne se roke rakti hai pls tell its meaning..

Very good anwer
  • -1
Jaise Vayu ki lahare Kati Patang Ko Jaisa Bhumi Par Nahin Gir Jane deti Usi Tarah Khaas paristhithiyum Hamari Poshak Amit Jhuk sakne Shero Karate Hai pankti ka aashay spasht kijiye
  • -1
. Jaise pariyon ki lahare Kati Patang Ko Neeche Nahin karne deti vaise Hamari Poshak Hamein jhukne Nahin Deti panktiyan spasht kijiye
  • -1
. ,
  • 0
Yeh to ham sab jaante hain ki ham sabki poshak kabhi na kabhi hamare liye adchan ban hi jati hai l
Jab bhi koi aisa vyakti jo ameer hai parantu use kisi prakar ki sahayata chahiye tab uski poshak kabhi to uska swabhiman ban kar use sahayata maangne se rok leti hai to kabhi paristithi ke anusar anya logon ke liye yah poshak ek chintan ka vishay ban jata hai.....
Iss aashay ko lekhak ne ek udahran se tulna karte hue kaha ki jis prakar vayu ki lehren(hamari poshak) kati hui patang(paristithi) ko bhoomi par girne nahin deti........

Hope it was helpful for you all!!!!??????

Regards- Rudraksh
  • 2
What are you looking for?