jaishankar prasad ka aatmakathya ka pura meaning ? anyone pls ! Help its urgent !

Kavi ke dost unhe aatmkatha likhkar chapvane ke life kahte hai. Par kavi unse sahmat nahi the. Issi par yeh poem likhi hai. Kavi kahte hai ki yeh jeevan nisvar hai. Har jeevan ek din murjhai Patti sa jhar kar gir jaata hai. iss sansaar main bahut se logo ne apni aatmkatha likhi hai. kavi ne sada saralta ka jeevan jiya hai. Unhe lagta hai ki log unki saralta ka mazak banaenge. Kavi kehte hai ki vah apni bhulo ke baare main kya likhe,vah apne adhure prem ke baare main kya likhe jinke yaado ke sahare vah jeete hai air vah aatmkatha likhkar vapas in Palon ko yaad kyu kare.isse toh acha hai ki vah sabki aatmkathaein sunte rahe aur apni bholi aatmkatha ko apne Mann main hi chipaye rakhe.
  • 4
What are you looking for?