' jeb tatoli kauri na pai' ka ka bhav chahiye

iska bhav yeh hai ki jab meine apna  atma vishleshan kiya to mujhe usme koi bhakti roopi dhan(money) /khazana(treasure) nahi mila.

  • 2

iska arth hai ki jab meine apne jivan ka vishlesha kiya tab mujhe koi achcha karm nahin mila.....

  • 0
give tatoli lekin Kuchh Na Paye isase Kavi kavitri ka abhipray hai ki usne Mein Jivan ki uplabdhiyan ke bare mein vichar Kiya
  • 0
Iska Bhav yah Hai Ki ki Jab Main aatm vishleshan Kiya To to usmein mujhe a Bhakti Rupi Dhan yah khajana nahin mila
  • 0
What are you looking for?