jo jitna bada hota hain usse utna hi kam gussa aata hain. is wakya ka kya arth hain?
I think that is wakya ka arth hai ki jiska pas jitna bada dil hota hai means jo dil sa jitna amir hota hai vhh utna Hi kam jalta ha kisi aur ka kamyabi par aur isliya usa krodh bhi kam aata hai