kabir ke anusar saccha gyan kya hai?

from the chapter "kabir ki saakhi".

  • -4
saccha gyan woh hota hai jo ki humein kitaabon se nahi milta..
yeh woh gyan hota hai jo humare anubhavo se aata hai.. kabir kehte hai ki kitaabo se humein humara anubhav nahi milta, toh saccha gyan kitaabon mien dhoondna bandh karo..
  • -4
Kabir ji kehte h ki saccha gyan pustko or grantho ko padh lene se nhi prapt hota h , blki gyan isvar ki sacche mn se bhakti krne pr milta h , arthat jisne isvar ki sacchi bhakti na kr ke ose grantho tatha kitabo m dhondha ho ose isvar aur gyan dono hi prapt nhi ho skta tatha saccha gyan gyan isvar ki bhakti s milta h...
  • 2
kabir ka anusar sacha gyani vo ha jo pure nishta aor sacha man sa ishwar ki bhagti karta ha na ki vo jo pustako aor grantho ko pad ta ha.
 
  • 2
KABIR DAS JI YEH KEHTE HAI KI SACCHA GYAN AISE HI NAHI MILTA  ,USE ISHWAR KE PRATI PREM, BHAKTI AUR SNEHA KE PRATI HAI TOH TABHI USE GYAN KI PRAPTI MILENGE. JIS PRAKAR EK AGYAAN VYAKTI ADHERI KI CHAAYA MEIN REHTA TAB USE EK DEEPAK MILA AUR WO DIYA SAARE JAGAH KO PRAKASHIT KARTA AUR AGYAAN KO BHI GYAANI BANA DETA.
  • -1
What are you looking for?