kaun sundar hain geet ya ageet.?

Jab manushya apni bhavnaye vyakt karta hai to vah geet hota hai aur agar vo bhavnaye vyakt na kare apne andar hi rakhe to vah ageet kehlata hai. Kuch bhavnaye hoti hain jinhe agar ham geet ke madhyam se vyakt kare to ve bahut bhati hai aur kuch hoti hain jo andar ageet banke rahe to jyada labhdayak ho isiliye geet aur ageet dono hi apna jagah sunder hain.

  • 0
What are you looking for?