KAVI ISS BAAT KO VIVRAN KI THARAH LIKHNA BHAYANAK KYU KATH HAI??

kyuk keval vivran dene se samaj ka dhayan samasya ki aur puri tarah se nhi jata aur na ni uska koi samadhan nikalta hai. vivran sirf tadhayatamak jankari deta hai use samaj, desh, aur sarkar gambhirta se nahi lete isliye vivran se sirf jankari prapt hoti hai aur itni badi samasya ko vivran ki tarh nhi balki prashan ki tarah likha jana chahiya ki bacche'KAM PAR KYU JA RHE HAI??' kavi bhayanak isliye kehta hai kyuki itni badi samasya ko hum sirf vivran ki tarah hi dekhte, padhte aur samajte hai jisse is gambhir samsaya ke samadhan ke liye koi nhi sochta

  • 2

kyunki is umar me bache khelna ,khudna thatha school jana chahiya. aaj ka bache kal ka rashtriya he hum sirf bolthe hai par kadam nahi uthathe hai .log sochte hey ki hamare bache kaam paar nahi ja rahe hai hum kyu soche is bare me ? .itni chote umar me bacho apni parivar ka jimmedariyouthathe hai .uski bhi sap ne hai par p-ur hona asambav hai

  • 0
What are you looking for?