Kavi Kaifi Azmi duwara rachit Kar Chale Hum Fida namak kavita mai KAFILE kise kaha gaya hai. (Bhatiya annya sainiko YA Bharat kai Tarun Nagrik ko) 

Kafile yaatriyo ka samuh hota hai. Iss kavita mai, kavi Bharat ke sainiko ko naye kafile sajate rehne ko kehta hai. Taaki matrabhumi ki raksha karne ke liye hamesha koi na koi ho.

  • 4
Thanks @ Mansi
  • 1
What are you looking for?