kavi  ne  kyon  kaha  he  ki  khushbu  rachte  hai  hath

kavi ne "khushbu rachate hai hath" kahkar shramiko ke shram ka jaygaan kiya hai. kavi kehna chahta hai ki majduro ke hath hi agarbattiyo ka nirman karne hai tatha sari duniya ko sugandh sey mehka dete hai.

Please dont mind if there is any spelling or other mistake........

  • -1

 kyunki jo hath amir logo ke liye khushbudar cheeje banate hai vohi hath gandi jagoh par rehte hai jinhe amir log ganda mante hai aur sach to ye hai ki vohi amir lofg unke dwara banai gayi cheeje ane gharo me badi shan se sajate hai..isiliye kaha gaya hai ki khushbu rachte hai hath.

  • 2
kyo ki unka man tha
 
  • 0
What are you looking for?