Kisi desh ka bhavishya Uske nagriko par kaise nirbhar hai Netaji ka Chashma path ke Aadhar par likhiye

Kisi bhi desh ka bhavishya nishchay roop se uske nagriko par adharit hota h kyuki yadi us desh ke nagrik apne desh ki ehmiyat ko nhi samjhenge tab tak us desh ka bhavishya kese sudhrega.Jesa ki hamne path m padha ki kasbe ke log chashme vale captain par haste h vo bhi sirf isliye kuki veh deshbhakt h to yeh bilkul galat h.Agar ek desh ke nagrik kisi deshbhakt par haste h ya use dutkarte h to aese nagrikon par ninda h kyuki yhi nagrik ek desh ka ujjval bhavishya h
  • 1
Can you answer one more
  • -1
Please find this answer

  • -1
har desh ka bhavishya uske nagrriko par nirbhar rehta hai . jaise desh k nagrik honge wasa hi desh hoga . yadi kisse desh k log matlabi honge toh us desh ka vikas nahi ho sakta , woh desh hamesha k liye piche reh jayega . jiase captain netaji ka itna samman karta hai ki unki murti ko bhi bina chasme k nahi dekh sakta . captain jaise aneko log k karan aaj hamara desh is mukam par hai ki vo kissi se bhi duth kar samana kar sakta hai. atha hum sabko captain jaisa banna chahiye thaki humare desh piche na reh jaiye.
  • 1
Bhagat dwara apni potahh ko bhai ke sath bhejne Ke Piche aap vastavik Karan kya mangte hain
  • -2
What are you looking for?