kya pakshiyon ko udte samay sachmuch anand aata hoga ya svabhavik karya mein anand ka anubhav hota hi nahi? 

 Udna pakshiyon ka svabhik karya hai aur mujhe lagta hai ki, pakshiyon ko is mein zyada anand nahi aata hoga, kyunki  udte-udte unke pankh dukhte honge aur ve thak jaate honge.

  • 0
pakshiyon ko bhi udane mein sach mein maja aata hai ki vah use waqt Azad rahte hain agar hamen koi band kar de kisi jagah per to ham idhar udhar nahin ja sakte hamen ek hi kamre mein apna jivan bitana padega vah hamare liye bahut kathin hai Keval ek jagah per sthit rahana jabki hamare liye ek bada Kamra bhi hoga lekin pakshiyon ke liye ek Chhota sa pinjra kafi nahin hai use ek khula hua Aasman chahie jismein vah sans le sake apni azadi ka fayda utha sake Bhagwan ne isiliye to use Dharti per bheja hai Apne jivan ka purn tarike se Anand le sake isiliye hamen iske liye hamen kabhi bhi unka shandar hai dekhkar unhen pinjre mein nahin band karna chahie pakshiyon ke liye bahut dukh hota hai
  • -1
पक्षियों का आकाश में उड़ना उनके लिए स्वाभाविक कार्य है। यदि कार्य को पूरी इच्छा या मन से किया जाए तो स्वाभाविक काम में भी आनंद महसूस किया जा सकता है। इसका उदाहरण बाज और सांप की कहानी  में बाज है। बाज को उड़ने में बहुत आनंद महसूस होता है। इसी अनुभूति के कारण उसे आकाश में उड़ना अच्छा लगता है। उसका मन और आत्मा उसे आकाश में उड़ने के लिए हमेशा प्रेरित करती हैं। इस प्रकार की प्रेरणा जिस किसी भी व्यक्ति पशु-पक्षी जानवर आदि को मिलती है वह अपने स्वाभाविक काम में भी आनंद महसूस करने लगता है।


 
  • 1
What are you looking for?