"Ma ne ekbaar mujhse kahaa tha-
Dakshin ki taraf paer kr k mat sona
Veh mrityu ki disha hai
Or yamraj ko krudh krna
Budhimani ki baat nhi."

(1) Ma ne kavi ko dakshin mein paer kr k sone se kyu mna kiya?
(2) Yamraj ko krodhit krna budhimani ki baat kyu nhi h?
(3) Is kavita ka or kavite te kavi ka naam btaao.

1. kyunki vo yamraj ke disha hai.
2. yamraj mruthyu ke devtha hai, mruthiyu ki devetha ko krodit karna budhimaani ki baat nahi hai.
3.kavitha: yamraj ki disha..
kavi:

  • 4
What are you looking for?