mansarovar himalaya ke paas ek taalab ka naam hai jise bahut pavitra maana jaata hai... isse kavi ka ashay yaha hai ki jab manushya ka mann mansarovar ke jal jitna pavitra hoga tab uske dil mein ishwar ka waas hoga... aisa hone pr use moksh ya khusiyaan paane ke liye ishwar ko idhar udhar ya mandir mein nahi dhundhna padega... ye thik usi taraha hai jis taraha hans mansarovar ke paani mein haste khelte rahete hai tatha unhe khane ke liye moti bhi mil jata hai jisse unhe idhar udhar bhatakna nahi padta...
in shory mansarovar se kavi pavitra mann ko darshana chahte hai....