Meaning of all these sakhiya in hindia
--------------------------------------------------------साखियाँ
मानसरोवर सुभर जल, हंसा केलि कराहिं।
मुकताफल मुकता चुगै, अब उड़ि अनत न जाहिं ।1।

प्रेमी ढूँढ़त मैं फिरौं, प्रेमी मिले न कोइ।
प्रेमी कौं प्रेमी मिलै, सब विष अमृत होइ ।2।

हस्ती चढ़िए ज्ञान कौ, सहज दुलीचा डारि।
स्वान रूप संसार है, भूँकन दे झख मारि ।3।

पखापखी के कारनै, सब जग रहा भुलान।
निरपख होइ के हरि भजै, सोई संत सुजान ।4।

हिंदू मूआ राम कहि, मुसलमान खुदाइ।
कहै कबीर सो जीवता, जो दुहुँ के निकटि न जाइ ।5।

काबा फिरि कासी भया, रामहिं भया रहीम।
मोट चून मैदा भया, बैठि कबीरा जीम ।6।

ऊँचे कुल का जनमिया, जे करनी ऊँच न होइ।
सुबरन कलस सुरा भरा, साधू निंदा सोइ ।7।​

 

Kavi ka mansrover se ashya hai ki jha hans moti chugte hai
  • 2
Kabir G kehna chahte hai kiii sarovar jo kii upar tkk bhra hua hai vha hans moti chug rhe hai aur voh vha se khi nhi jayenge udkr
  • 1
2. Iss sansaar mei premi doosre premi ko dhoondhta firta hai pr usse koi bhiiii nhi milta.Jb do premi apas mei mill jaatey hai tb sb vish Amrit bn jaata hai
  • 0
3. Kabir G kehna chahte hai kiii tum scha gyan prapt krk hathi k upar beth jao.yeh sansaar toh ekk kutte kiii bhaati hai jo sdaa bhonkti rhti hai aur samay barbaad krti hai. Agar scha gyan prapt krk itna upar beth jaoge to neeche vaala hme kya keh skta hai
  • 0
4. Kabir G kehna chahte hai kiii hindu ram ko jpta hai aur muslim khuda ko tu aise vyakti bno jo dono k paas naa jaye aur apna jeevan aaram se vyatit kre
  • 0
6.kabir G kehna chahte hai kiiii kaba jao ya kasi,Ram bhjo ya rahim dono ekk smaan hai. Jaise aata aur maida kabir G k lia ekk smaan hai
  • 0
7.kabir G kehna chahte hai kii uche kul mei janm lene vaala vyakti ucha nhiiii hota jbb tkk uske karm uche na ho. Jaise sone k brtn mei shraab ho. Raavan bhiiii ekk brahmn jaati ka tha pr uske karm daanav jaise the .
  • 0
What are you looking for?